Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyaasa (1957)
HomePyaasa (1957)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sakhi riiiiiiiii birhaa ki dukhde seh seh kar jab raadheeeeee besudh ho lii to ik din apne mann mohan se jaa kar yun boliiiiii aaj sajan mohe ang laga lo janam safal ho jaaye aaj sajan mohe ang laga lo janam safal ho jaaye hirday ki peeda deh ki agni sab seetal ho jaaye aaj sajan mohe ang laga lo janam safal ho jaaye kai jug se hain jaageee more nain abhaage kai jug se hain jaage more nain abhaage kahin jeeya nahin laage bin tore sukh dikhe nahin aage hoooo ooooo sukh dikhe nahin aage dukh peechhe peechhe bhaage jag suna suna laage bin tore prem sudhaaa more sanwariyaaaaaa sanwariyaaaaaaaa prem sudha itni barsaa do jag jal thal ho jaaye aaj sajan mohe ang laga lo janam safal ho jaaye mohe apna bana lo oooo ooooo oooo oooo mohe apna bana lo mori baanh pakad main hoon janam janam ki daasi mohe apna bana lo mori baanh pakad main hoon janam janam ki daasi mori pyaas bhujha do mannhar giridhar pyaas bhujha do mannhar giridhar pyaas bhujha do mannhar giridhar main hoon
hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum moond ke palkon ko iss dil ko saza dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum moond ke palkon ko iss dil ko saza dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to in zulfon mein goondegein hum phool mohabbat ke zulfon ko jhatak kar hum ye phool gira dein to in zulfon mein goondegein hum phool mohabbat ke zulfon ko jhatak kar hum ye phool gira dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to aha ha ha ha ha ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ha ha ha ha ha ha ha hmmmmmmmm hum aapko khwaabon mein la la ke sataayenge hum aapki aankhon se neendein hi udda dein to hum aapko khwaabon mein la la ke sataayenge hum aapki aankhon se neendein hi udda dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum aap ke kadmon par gir jaayenge gash kha kar iss par bhi na hum apne aanchal ki hawa dein to hum aap ke kadmon par gir jaayenge gash kha kar iss par bhi na hum apne aanchal ki hawa dein to hum
jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi jaag uthe khwaab kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe aa gayi chaal nayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi khul gaye raaz kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi
jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila khushiyon ki manzil dhundhi to ghum ki gard miliiiii khushiyon ki manzil dhundhi to ghum ki gard miliiiii chaahat ke naghme chaahe to aahen sard mili dil ke bojh ko doona kar gaya jo ghumkhwaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila bichhad gayaaaaa bichhad gayaa bichhad gaya har saathi de kar pal do pal ka saath kis ko fursat hai jo thaame deewanon ka haath hum ko apna saaya tak aksar bezaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila iss ko hi jeena kehte hain to yoon hi jee lengeeeeee iss ko hi jeena kehte hain to yoon hi jee lengeee uff naa karenge lab see lenge aansoo pee lenge ghum se ab ghabraana kaisa ghum sau baar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye kuche hmm hmm ghar dilkashi ke ye kuche ye neelaam ghar dilkashi ke ye lootte huye caarvan zindagi ke kahaan hain kahaan hain muhaafiz khudi ke jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain ye purpech galiyaan ye badnaam baazaar ye gumnaam raahi ye sikkon ki jhankaar ye ismat ke saude ye saudon pe taqraar jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain ye sadiyon se bekhauff sehmi si galiyaan ye masli huyi adkhili zard kaliyaan ye bikti huyi khokhali rang raliyaan jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo ujle darichon mein paayal ki chhan chhan thaki haari saanson pe table ki dhan dhan wo ujle darichon mein paayal ki chhan chhan thaki haari saanson pe table ki dhan dhan yeh beruh kamron mein khaansi ki than than jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain ye phoolon ke gajre ye peekon ke chheente ye
rut phire par din humaare rut phire par din humaare phire na phire na phire na rut phire par din humaare dharti pe rang chhaaya duniya ke bhaag jaage lekin wohi andhera ab tak hai apne aage dharti pe rang chhaaya duniya ke bhaag jaage lekin wohi andhera ab tak hai apne aage rut phire par din humaare phire na phire na phire na rut phire par din humaare pahunchi na apni naiya ab tak kisi kinaare pahunchi na apni naiya ab tak kisi kinaare koi nahin jo humko apni taraf pukaare is paar kuchh nahin hai us paar kuchh nahin hai apne liye siwaaye majhdhaar kuchh nahin hai is paar kuchh nahin hai us paar kuchh nahin hai apne liye siwaaye majhdhaar kuchh nahin hai rut phire par din humaare phire na phire na phire na rut phire par din humaare phire na phire na phire na rut phire par din humaare
sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye tel mera hai muski ganj rahe na khuski jiske sar pe haath fira dun chamke kismat uski tel mera hai muski ganj rahe na khuski jiske sar pe haath fira dun chamke kismat uski sun sun sun are beta sun is champi mein bade bade gun sun sun sun are beta sun is champi mein bade bade gun laakh dukhon ki ek dawa hai kyu na aazmaaye kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye pyaar ka hoye jhagda ya business ka ho ragda sab lafdon ka bojh hate jab pade haath ek tagda pyaar ka hoye jhagda ya business ka ho ragda sab lafdon ka bojh hate jab pade haath ek tagda sun sun sun are babu sun is champi mein bade bade gun sun sun sun are babu sun is champi mein bade bade gun laakh dukhon ki ek dawa hai kyu na
ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye daulat ke bhookhe ravaajon ki duniyaa ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai har ek jism ghaayal har ek ruh pyaasi nigaahon mein uljhan dilon mein udaasi ye duniyaa hai yaa aalam e badhawaasi ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jahaan ek khilauna hai insaan ki hasti ye basti hai murda paraston ki basti yahaan par to jeevan se hai maut sasti ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jawaani bhatakti hai badkaar bankar jawaan jism sajte hai baazaar bankar jahaan pyaar hotaa hai vyaapaar bankar ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa jahaan aadami kuchh nahin hai wafaa kuchh nahin dosti kuchh nahin hai ye duniyaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Sajan Mohe Ang Pyaasa (1957) 04:52 13999
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Moni Chattarji
Duration : 04:52   Song Number : 13999   

Hum Aapki Ankhon Mein Pyaasa (1957) 05:19 20525
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 05:19   Song Number : 20525   

Jaane Kya Toone Kahi Pyaasa (1957) 04:04 20616
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:04   Song Number : 20616   

Jaane Wo Kaise Log The Pyaasa (1957) 04:04 14000
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 04:04   Song Number : 14000   

Jinhen Naaz Hai Pyaasa (1957) 06:01 14002
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Raag- 
Pilu
Duration : 06:01   Song Number : 14002   

Rut Phire Par Din Hamare Pyaasa (1957) 03:27 17633
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 03:27   Song Number : 17633   

Sar Jo Tera Chakraaye Pyaasa (1957) 04:26 21219
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:26   Song Number : 21219   

Ye Duniyaa Agar Mil Bhi Pyaasa (1957) 05:05 21465
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:05   Song Number : 21465